Bari shaan waala madine ke waali Naat Lyrics

Bari shaan waala madine ke waali Naat Lyrics

Bari shaan waala madine ke waali Naat Lyrics

Bari shaan waala madine ke waali Naat Lyrics


Bari shaan waala, madine ke waali

Bare se bara, jin ke dar ke sawali





Farishte bi meri, jabiin choomte hain

Mein jab choomloun unke roze ki jaali





Jahan mein anokha, hai unka madina

Zaamane mein hain, unki choukat nirali




 
Mile unki rehmat ki khayraat sabko

Geya koi bi unke dar se na khaali





kahan yeh huzoori, kahan mein zuhoori

mein adna se adna, wo aali se aali

Bari shaan waala madine ke waali Naat Video


Post a Comment

0 Comments